सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं

संदेश

अनाथ लड़की की कहानी/ANATH LADKI KI KAHANI लेबल वाली पोस्ट दिखाई जा रही हैं

अनाथ लड़की की कहानी/ANATH LADKI KI KAHANI

Anath lrki ki kahani   Hello doston aaj main aapko jo Kahani sunane ja rahi hun yah Kahani Hai Anath lrki ki kahani   To Chaliye doston Dekhte Hain Aaj Ki yah kahani   Kajal Chathi class mein padhati thi Kajal padane mein bahut Tej thi per woh bohtt ghreeb the .. Kajal apni Dadi ke sath rahti thi Jab Kajal Keval 3 sal ki thi tabhi Kajal ke man Baap ka accident ho gaya tha aur Kajal Is Duniya Mein Apni Dadi ke sath Akeli Rah gai Kajal ka Purvi Duniya Mein Ek Hi Sahara tha aur bahut hi uski Dadi  uski Dadi ka bhi Puri Duniya Mein Ek Hi Sahara tha aur bahut hi Kajal   Kajal   Dadi man Dadi man Dekho is bar class mein Mere fir se sabse Jyada number Aaye Hain Maine Sabko Piche Kar Diya Har subject Mein mere sabse Jyada number Aaye Hain ab to aap khush ho na Dadi   Dadi   Jiyo Meri Lal Jug Jug Jiyo Khoob mehnat karo bahut aage badho Meri Dua Hai Gudiya main rahun na rahun tum bahut Aage Badhana   Kajal ...